Hindi christmas song lyrics
(क्रिसमस/Christmas)
mera prabhu janma pyaara prabhu janma
papin karan, taran mera
pyara yeshu janma x2
1. Mariyam baithi apne ghar me,
aya doot swarg se,
bola kunwari mariyam se ki
lo salam hamara ji
2. mariyam baithi gosala me
raja balak charni me,
aye gaderiya dandwat karne
sare jagh ke trata ko
3. aage aage tara,
piche piche pandit log
sona mur loban chadate
karte uski mahima ji
Lyrics in HIndi
ConversionConversion EmoticonEmoticon